All Working FB Color Code list 2019:- Colofull Text kaise likhe?

Hey guys kya aap ek Facebook user hai. Agar Yes! to aaj mai aap logo ko facebook se judi ek intresting trick share karne vala hu. Jise hum Facebook color code ke name se jante hai. Aksar aap logo ne dekha hoga ki koi user apni post ko colorful words me Post kar deta hai. Ya kisi Post ka comment ka reply color words me likh deta hai. So agar aap bhi ise try karna chah rahe hai. To aapko yah post puri padhna chahiye.

Kyonki hum yaha par color code se judi puri jankari share karne vale hai. Like- Color Code kya hai, Fb color code ki list, Color codes kaise likhe, Text ka background change kaise kare,

Facebook Color code kya hai?

Fb color codes kuch ese code hote hai. Jinki help se hum Words/Text ko colorfull likh sakte hai. In codes se hum sirf text ka color hi nahi balki background ka bhi color change kar sakte hai. In codes ka upyog color text likhne message karne me aur Comment karne, Status text post karne me kar sakte hai.
fb-color-code-list-for-colorfull-text
Aap agar facebook App me Fb ka use karte hai. To, fir aapne ek baat notice kari hogi ki bahut sare logo ke text ka colour kuch alag hai. Kyonki wo ese code ka use kar rahe hai jo ki facebook ne provide kiye hai color text likhne ke liye. Par jaise ki maine abhi kaha ki Facebook App me in codes ko use karte hai. To, Iska matlab ye ki ye fb color code list sirf aur sirf facebook App me work karte hai.
Aap agar in codes ka use kisi browser me karoge to, Fir ye code work nahi karenge. Ab aapka ye confusion dur ho jaye iske liye niche mai puri list de raha hu codes ki aap ye codes dekh sakte hai.

All FB Color code list 2019

Yeh kuch Fb color code hai jinki help se hum facebook par colorfull words likh sakte hai. Aur comment, text post, messaging me inka use kar sakte hai. 
 CodeColour
<fg=b0800000>Brown
<fg=b0ffc0cb>Light purple
<fg=b06f00ff>Navy
<fg=f0f00f0f> Red
<fg=b0ff0000> Redish pink
<fg=b0ffff00> Yellow
<fg=b0000000> Black
<fg=b0ff7f00> Orange
<fg=b000ff00> Green
<fg=b0ffd700> Golden
<fg=b0ff00ff> Light pink
<fg=b0ff00ff> Dark pink
<fg=b0c0c0c0> Grey
<fg=80ffffff> Sky Blue
<fg=b000ffff> Light Blue
<fg=b0bf00ff> Purple
<fg=b08f00ff> Dark Purple
<fg=b0808000> Dark Green
<fg=b0f000f0> Magenta
<fg=b00000ff> Blue
<fg=b0b08080> Steel Grey
<fg=b0964b00> Light Brown

To dosto ye hai kuch facebook color codes list. Jinki madad se aap color text/word likh sakte hai. Par ab sawaal ye hai ki fb colorful text kaise likhe. To, Yaha par mai aapko color text likhne ka tarika bhi bata raha hu ki aap kaise in codes ko use kar sakte hai. Official list.

Yeh bhi padheπŸ‘‡
Facebook Account hack kaise kare?
Facebook Photo Gallery me Save kaise kare?
Fb account delete kaise kare?
60 din se pahle Fb name change kare

FB Color code ki madad se colourfull text kaise likhe?

Yaha par mai ek example ke dvara color code use karna sikhane vala hu. Example:- Jaise ki maan lijiye me Apni website ka naam Red color me likhna chahta hu. To, mai red color ka code kuch is tarah se use karke likhunga.
<fg=f0f00f0f> KareKaise = KareKaise

To dosto ye example aapko samajh aa gaya hoga. Ye bahut aasan hai par agar aap apne text/word ka background color change karna chahte hai. To, aap code me sirf fg ki jagah par bg likhna hoga aap niche dekh sakte hai ki aapko kya karna hoga.

<bg=f0f00f0f> karekaise =  karekaise 
Facebook Background Color change Code listπŸ‘‡

 CodeColour
<bg=b0800000>Brown
<bg=b0ffc0cb>Light purple
<bg=b06f00ff>Navy
<bg=f0f00f0f> Red
<bg=b0ff0000> Redish pink
<bg=b0ffff00> Yellow
<bg=b0000000> Black
<bg=b0ff7f00> Orange
<bg=b000ff00> Green
<bg=b0ffd700> Golden
<bg=b0ff00ff> Light pink
<bg=b0ff00ff> Dark pink
<bg=b0c0c0c0> Grey
<bg=80ffffff> Sky Blue
<bg=b000ffff> Light Blue
<bg=b0bf00ff> Purple
<bg=b08f00ff> Dark Purple
<bg=b0808000> Dark Green
<bg=b0f000f0> Magenta
<bg=b00000ff> Blue
<bg=b0b08080> Steel Grey
<bg=b0964b00> Light Brown

So guys dekha aapne ki fb colorfull text likhne ke liye. Aapko kya karna hoga ab yaha par ek aur chij aapko bata raha hu ki agar aap bold likhna chahte hai. Matlab apne shabd ko aur gaadha(ΰ€—ाΰ€’ा) karna chahte hai to uske liye kya kare
words-ko-fb-color-code-ke-saath-upload-kare
To aapko iske liye bas ek tag <b> ko use karna hai aap niche dekh sakte hai ki aapko is tag ko kaise use karna hai.

<b> KareKaise = KareKaise


To friends yah thi facebook font se releted kuch intresting aur aasan trick. Ab aap bhi in Fb Color codes ka use karke apne dosto ko impress kar sakte hai. I hope ki aapko bhi ye jankari pasand aayi hogi. Ab agar aapko ese hi intresting post chahiye to blog ko Subscribe karo aur post share karo. Kyonki share karna bilkul free hai to milte hai agli baar aur achchi post ke sath.

Agar aapko upar bataye in codes ko use karne me koi problem hai to mujhe comment kar jarur bataye. Mai aapki problem ka solution jarur dunga.

Show comments
Hide comments

2 comments:

  1. Bhut hi Acchi Jankari Share Kiye Ho. Diye Gaye Code Se Koy Bhi Facebook Par Asani Se Colourfull Text Likh Sakte Hai.

    ReplyDelete

Apna Comment Kare