Facebook par Shandar Comment kaise kare?

Hi Guys Welcome back to the karekaise.com Aaj mai aap logo ko Facebook post par comment kaise karte hai batane vala hu. Friends, Jab koi user facebook par apni photo, video ya post share karta hai. Aur agar hume post pasand aata hai to use Like karte hai. Sath hi hum post par apni comment yani ki pratikriya bhi jahir karte hai.

Comment karna koi badi baat nahi hai lekin aaj hum aapko thoda alag tarike se comment karna sikhane vale hai. Taki jab kabhi koi user aapki comment ko dekhe to shock rah jaye aur aapse puchega ki yeh kaise kiya, To janne ke liye teyar ho jaiye, puri jankari janne ke liye hamare is post ko pura padhe.
facebook-par-comment-kaise-kare

Facebook Par Comment kaise karte hai?

Yaha par hum aapko Facebook par comment karne ke bare me 2-3 bate batane vale hai. Jisse aap apne friends ke bich me impression jama sakte hai. Kyonki aaj se pahle aapke kisi friend ne is tarah ki comment ka use nahi kiya hoga. Sabse pahle hum aapko normal comment karna sikhayenge uske baad Tricky tarike se comment karna sikhayenge.
Normal :-

STEP :-1  Sabse pahle to hum aapko normal tarike se comment karna batane vale hai. Iske liye apne mobile ke web browser ya fb app me apne Facebook account Log In kar lijiye.
facebook-login-kare
STEP :-2  Yaha par apne friends dvara share ki gayi photos, video show hogi. Tab yaha par comment par click karna hai. Jisse ek new page open hoga ab comment box me apni comment ko type karna hai aur last me comment karne ke liye Comment button par click kar Post kar dena hai.
facebook-par-comment-kare

Dosto yeh to huya Normal tarike se Facebook par comment karna. Lekin niche humne jo dusra tairka bataya hai use bhi jarur try kare.

Yeh bhi padhe 👇

Trick :-

Facebook par Colorful Words comments kaise kare?

Agar aap facebook ki kisi bhi post par colorful words ki comment karna chahte hai. To comment karte time aapko kuch fb color codes ka use karna hoga. Jiske baad agar post par comment karte hai to comments color word me post hogi. Niche hume Facebook ke color codes share kare hai.
FB Color codes :-

<fg=b0800000> Brown
<fg=b0ffc0cb> Light purple
<fg=b06f00ff> Navy
<fg=f0f00f0f> Red
<fg=b0ff0000> Redish pink
<fg=b0ffff00> Yellow
<fg=b0000000> Black
<fg=b0ff7f00> Orange
<fg=b000ff00> Green
<fg=b0ffd700> Golden

<fg=b0ff00ff> Light pink
<fg=b0ff00ff> Dark pink
<fg=b0c0c0c0> Grey
<fg=80ffffff> Sky Blue
<fg=b000ffff> Light Blue
<fg=b0bf00ff> Purple
<fg=b08f00ff> Dark Purple
<fg=b0808000> Dark Green
<fg=b0f000f0> Magenta
<fg=b00000ff> Blue
<fg=b0b08080> Steel Grey
<fg=b0964b00> Light Brown

To dosto yeh fb ke color codes jinhe aap post me use kar sakte hai. Agar aap Facebook color code user kaise karte hai janna chahte hai to hamari post ko padhe.

Facebook post par comment kaise badhaye?

Friends fb par comment badhane ke liye aapko DJ Likers Application ka use karna hoga. Yeh ek bahut hi popular App hai. FB Users iska upyog apni post par likes badhane aur comment ko badhane ke liye karte hai. Aap is app ka use dono me se kisi bhi trick ke liye kar sakte hai.
STEP :-1  Agar aap apne fb account par auto like ya auto comment use karna chahte hai. To Fb account Setting me Public me Who can see your Future post ko Public set karna hoga.

Setting> Public> Who Can See Your Future Post> Public

STEP :-2  Ab pahle to apne Mobile me DJ Liker app ko download kar ljiye.

 Download


STEP :-3  Download karne ke baad ise open kare tab aapko isme apne Facebook account ko Log in karne ke liye kaha jayega. To Id password enter karke Login kare.


STEP :-4  Login karne ke baad aapke samne number ka captcha aayega use as it is enter kare. Aur phir Auto Comment ko select kare.

Esa karne se aapke facebook account ki post par comments badh jayegi. So guys ab to aap logo ko samjh me aa gaya hogi ki kis tarah se aap facebook par comment kaise karte hai, colorful word me comment kar sakte hai aur apni post par comment ko increase kar sakte hai. Agar aapko facebook par comment karne me koi problem hai to hume comment kar jarur bataye.

Show comments
Hide comments

1 comment:

Apna Comment Kare