About Us


Welcome to the Karekaise.com

Hello  Friends, KareKaise.com me apka svagat hai. Mai Bishal Bhati Dhar, Madhya Pradesh se hu. Maine yeh website un logo ki help ke liye banayi jo log internet ke dvara Technology se update  rahna toh  chahte hai pr unhe English ka jyada knowdlege na hone ke karan vo log Internet ka use nahi kr pate hai.
karekaise-admin-bishal-bhati-profile-photo
Toh un logo aur dusrko ki help hinglish (Hindi+English) me krne ke liye humne www.karekaise.com ko banaya aur asha krta hu humare dvara di ja rahi jankari se un logo ka fayda hoga.
"I know only one thing, nothing is impossible and Never Give up"-Believe that!

About Karekaise.com

20 July 2018 ko karekaise.com website ko es Internet ke world me bana kr launch kiya gaya tha, Yeh ek esi multi topic website hai jaha pr aako Computer, Mobile, Facebook, Social networking sites, Windows, Software, Blogging, life hacker, motivational ki tips and Tricks  ki jankari hindi me share karne  ke liye banai gayi hai. Es website ka maksad yeh  hai adhik se adhik log es internet world se jud paye aur vo log bhi technology se Update rahe aur apni skills aur knowledge  bada sake toh friends aap log samjh hi gaye honge ki karekaise.com kyo banai  gai ho skta hai aapko ya Aapke kisi friends iski jarurt hai to ise apne friend ke sath share jarur kare. Karekaise.com ki sabhi Total post list dekhne ke liye All Post ko open kare.

Karekaise.com at Social Media

Agar aap humse social networking sites ke dvara judna chahte hai to inhe like kar karekaise.com site se update rah sakte hai
Facebook  Page Se Jude rahne ke liye Click kare
Twitter  tweet se jude Rahne ke liye Click kare
LinkeIn page par follow kare 
Email Subscribe se jude Rahne ke liye Click kare

Sign Up For Free Today Kare Kaise !


About The Founder 

Hello From Bishal.

Bishal, karekaise.com ke founder hai aur mai C.S. ke student hai, maujhe bachpan se internet, technology me bada intrest raha hai aur abhi tak maine jo kuch bhi sikha aap logo ke sath is website par share karunga. Mujhe logo ki madad karke bahut accha lagta hai so humne apni es website ke davara Hinglish(Hindi+Engllish) ke dvara  adhik se adhik logo ki mdad karne ka socha. Esliye Bishal ne yeh website karekaise.com banai taki mai logo ki madad kar sake. Agr aap log bhi koi new trick jante hai ya humse oos bare me janna chahte hai to hume contact kar bata sakte hai, Aap ke dvara batayi gayi trick hum aapke name ke sath hamari website par publish karenge par vo post 300+ words hona chahiye. Aapko hamari site acchi lagi ho to is par regulary visit kare aur yaha aapko daily new jankari di jayegi aur ise share krna na bhule. Humse Contact karne ke liye aap hamare Contact Us form ko fill krke humse contact kar sakte hai.

Thank You