Mobile से virus kaise nikale : Mobile से virus हटाने का तरीका ||

Mobile se virus nikalna bahut jaruri hai kyoki yahi ek khas kaaran hai jiski wajah se aapka mobile hang ho jata hai aur automatic chalne lagta hai isliye aaj hum aapko batane wale hai ki apne Android phone me Antivirus kaise install kare aur mobile se Virus kaise nikale  kyoki sabhi android user apne mobile se kisi bhi virus ko kaise nikale jaanna chahta hai aur malware apps se apne mobile ko safe rakhna chahte hai. Jaise ki aap jante he honge ki computer ko virus se bachane ke liye ham antivirus ka upyog karte hai jo virus ko scan kar oose clear karta hai thik viase hee ham mobile antivirus download karke apne mobile ko bacha sakte hai.

Par ya ek samsya hamesha hoti hai ki kon sa antiirus mobile ke liye sabse achcha hota hai par ab aapko fikar karne ki jarurat nahi me yaha par aapo kuch achche antivirus ke baare me bata raha hu jise download kare aap apne mobile ko surakshit rakh sakte hai.
Mobile se virus kaise nikale

Mobile se virus kaise nikale free Antivirus download kare

hum aapko yaha par top Antivirus ke bare me bata rahe hai aap isme se kisi ko bhi install kar sakte hai. aur inhe use karke apne mobile se Virus ko hata sakte hai.
Computer me Antivirus kaise install kare

  •  CM Security
Sabse Pahle hum kisi ki baat kare to wo hai CM Security Antivirus kyoki ye ek bahuut hi Achcha App hai iski play store par renk se hi hum pata kar sakte hai ki ye kitna achcha Antivirus hai. Agar iske features ki baat ki jaaye to is ek Antivirus app me aapko bahut kuch mil sakta hai, isme aapko isme aapko virus ko scan karna aapko uski jankari dena oose remove karna aur App ko lock karna jaise bahut sari suvidha hai isliye agar aap ise apne mobile me install karna chahte hai to niche down load ke button par click krke kar sakte hai.


  •  Speed Booster
Ab Jo agla antivirus hai Jo aap ke mobile ko hang hone se rok sakta haiSpeed booster ko lagbhag 1 karor log use kar rage hai aur ise 5.0 me se 4.8 ki ratting milk hai aap iski rafting se hee andaza laga sakte ho ki ye app kitna achcha hai. Agar aap is app ko download karna chahte hai to niche download button par click karke ise apne mobile me install kar sakte hai.


Ab agar aap ye soch rahe hai ki Antivirus ko install karne se hume kya milega to hum aapko pahle hi batade ki Antivirus ka use karna hamre mobile ke liye kitne fayde mand hota hai. Me aapko yaha par Antivirus install karne ke kuch advanage bata raha hu.

  • Aapka Mobile hang hota hai joki lagbhag jyada tar logo ka hota hai to ese me agar aap kisi antivirus ka use karte hai to aapka mobile kafi had tak hang hona band ho jayega. kyoki in antivirus me aapko speed bost ka option milta hai.A
  • gar aapka mobile slow chalta hai ya wo pahle jaisa nahi chalta hai to ese me aap apne mobile ko reset kare aur fir ek achcha sa Antivirus Install kare aapki ye samsya bhi khatm ho jayegi.
  • Antivirus hone par aapka mobile Secure rahega jisse ki koi bhi Virus apke mobile par Attack nahi kar payega. aur aapke mobile me jo bhi jankari add hai jaise aapka gmail, Whatsapp, Contact sab kuch safe rhega.
Bitdefender antivirus kaise activate kare
Windows 7 install kare
Iske alawa bhi Antivirus ko apne mobile me download karne ke bahut sare fayde hai isliye ab aap der mat kijiye aur ek achcha sa Antivirus apne mobile me dale. Hum aasha karte hai ki aapko ye article pasand aaya hoga aur isse aapko bahut madad bhi milegi agar aapko post pasand aaya to aap ise social network par share kar sakte hai aur agar aapka koi sawaal hai to aap humse comment karke puch sakte hai hum aapki madad karenge.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare