Aaj mai apko /Aptoide ke bare me batane vala hu ki Aptoide kya hai aur kon hai Play store ka baap kon hai, play sotre se app accha store konsa hai. Ab aap soch rahe honge ki maine ise play store ka baap kyo kaha hai. To is post ko pura padhe aapko samjh me aa jayega. Vese agar such kahu to play store sabse achchha app store hai isse behtar koi nahi hai par phir bhi mai apko ek badhiya app store ke bare me bata raha hu jinhe app play store ka baap to nahi kah sakte hai par yeh jarur kah sakte hai ki jo Store apps maine bataye hai vo Play Store jitna achchha hai.
Apko pata hi hoga ki play store par bahut sare app Paid apps hai jinhe Aapko Rs. dekar kharidna hota hai agar apko inme se kai sare apps free me mil jaye to. Ji ha dosto, ek app store hai jiska name Aptoide hai. Aptoide par apko bahut sare Paid apps free me mil jate hai. Aaj hum es post me play store ka baap yani ke Aptoide ke bare me baat karne vale hai. Aaj mai apko batane vala hu ki Aptoide ko download kaha se kaise karte hai aur aptoide par account bana kar apps kaise download karte hai.
Apko pata hi hoga ki play store par bahut sare app Paid apps hai jinhe Aapko Rs. dekar kharidna hota hai agar apko inme se kai sare apps free me mil jaye to. Ji ha dosto, ek app store hai jiska name Aptoide hai. Aptoide par apko bahut sare Paid apps free me mil jate hai. Aaj hum es post me play store ka baap yani ke Aptoide ke bare me baat karne vale hai. Aaj mai apko batane vala hu ki Aptoide ko download kaha se kaise karte hai aur aptoide par account bana kar apps kaise download karte hai.
ApToide kaise Download kare?
Jesa ki humne bataya play store ke baap ka name Aptoide hai ise hum Play store download nahi kar sakte hai kyoki yeh Google Play store ki policy ko follow nahi karta hai isliye aptoide play store par available nahi hai ab agar aap ise apne mobile me download karna chahte hai to niche humne iska link diya hai Aap us par click kare.Yaha se aap ise apne mobile me download karke install karle.
Jab Aap Aptoid download karte hai to 9Apps bhi download hoga esliye ise bich me kahi bhi Cancel nahi kare ise download hone dijiye nahi to Aptoide download nahi hoga. Ab jab aptoide download ho jaye to aptoide ko open kare ab aapko yaha se koi bhi app download karna hai to pahle aapko yaha par apne gmail ya facebook account se log in karna hoga uske baad hi aap yaha se app download kar sakte hai. Sign in karne ke liye mere niche bataye steps ko follow kare.
STEP-:1 Sabse phle aptoide open kare aur left side me aapko menu bar dikhega aapko usi par click karna hai aur click karte hi kuch option milenge yaha aapko sabse upar My Account par click karna hai.Aptoide par account kaise banaye?
STEP-:2 Ab yaha par jo page khulega waha aapko account banane ke 3 option milenge jisme se aap facebook wale option par click kare aap chahe to google ke option par bhi click kar sakte hai.
STEP-:3 Google wale option par click karne par gmail id se sign in karna hai aur agar Facebook wale option par click karne par aapko apni facebook id se log in karna hoga. Jaise hi aap facebook wale option par click karte hai facebook ka log in page open hoga, yaha par aap apna facebook id password daal kar log in karde isse aapka Aptoide par account create ho jayega ab aap aptoide se koi bhi app download kar sakte hai.
Vese to Aptoide jese kuch aur Stores bhi hai jisme se ek- Appvn hai par en sab me sabse achchha Aptoide hi hai. To dosto apko Play Store ke Baap ki jankari kaisi lagi hume comment karke jarur bataye aur apko Play store se related koi problem hai to jarur puche. Agar aap Play store se related topic janna chahte hai to niche di gayi Post link par click karke post padh sakte hai.
No comments:
Post a Comment
Apna Comment Kare