Mobilie me Call Recording kaise kare jarur sikhe

Hey Guys kya aap apne Mobile par aane vali calls ko record karna chahte hai. Yani ki call recording karna chahte hai. To aaj ki yeh post aap logo ke liye useful hogi. Kyonki is post me humne call record karne se related puri jankari di hai. Ki kis tarike se aap android mobile me call recording ko chalu ya On kar sakte hai.

Call recording karne ka ek fayda yah hai ki jarurat padne par aap us recording  ko sun sake aur us recording me huyi bat ko revise kar sake. Agar aapko bhi mobile par huyi baate yaad nahi rahti hai. To apne mobile me is setting ko on jarur karna chahiye.
call-recording-kaise-kare
Jaruri nahi ki aap recording ka upyog bato ko phir se sunne ke liye kare. Aap chahe to call recording ka upyog kisi proof ke tor par bhi kar sakte hai. Sath hi agar aap apne mobile par huyi kisi aur ki bato ko sunne ke liye bhi Recording setting ka upyog kar sakte hai. Agar aap apne mobile par aane vali calls ko attend kar pareshan ho chuke hai. To aaj hi call ko transfer karna sikhe. Call divert kaise kare post padhe.

Call Recording kaise kare?

Guys, call recording ek esa feature hota hai joki har kisi mobile phone me pahle se diya hota hai. Lekin is feature ke bare me hume jankari nahi hoti hai. To internet par search karte hai aur Kisi android application ki help se ise karne ki koshish karte hai. So guys aap bilkul free ho jaiye. Mai aapko kuch esi steps batane vala hu. Jise karne ke baad aap mobile me call recording kar payenge. Bina kisi android app ka use kiye. Setting On karne ke baad se apke mobile par hone vali sabhi call automatically record hone lag jati hai.

Yeh bhi padhe:-
Jio Phone me Call record kaise kare
Message hack kaise kare
Message nahi jaye to kya kare
✔ incoming call band kaise kare

 Agar aapke phone ki call setting me yeh option available nahi hai to humne niche ek dusra tarika bhi bataya hai jiska use karke aap android mobile me call recording chalu kar sakte hai.

Call setting se Call Recording kaise chalu kare?

STEP :-1  Sabse pahle Apne Android mobile ke Dial pad me jaye left side me niche ki aur dikh rahe 3 dots par click kare. Jisse Call setting ka option khul jayega.
call-recording-karne-ke-liye-setting-open-kare
STEP :-2  Yaha call setting me aapko Call Recording ke name se ek setting ka option milega us par click kare.
android-mobile-se-call-recording-kaise-kare
STEP :-3  Setting open hone par aapko Record automatically likha dikhai dega tab is par click karke Recording Turn on kare.
call-recording-kaise-kare
STEP :-4  Ab agar aap selected numbers ke liye recording chalu karna chahte hai. To Selected number par click kare aur number select kare. Ya phir sabhi number ke liye call ko record karna chahte hai. To All number par hi click rahne dijiye.
Ab agar aapke mobile me yeh setting nahi di huyi hai aur aap call record karna chahte hai. To iske liye aapko android mobile me call ko record karne ka android app use karna hoga. Joki aapke phone ki sabhi calls ko record karne me help karenge. Jiske bare me maine niche bataya hai.

App se Call Record kaise kare?

Call recording App download karne ke baad aapko alga se kisi call setting ko karne ki jarurat nahi padegi. Yaha humne recording karne ke liye best Recording app ke name bataye hai. Jinhe aap P lay store se download kar sakte hai. Agar aap nahi jante hai ki Play store se app kaise download karte hai to hamari post jarur padhe.
Upar bataye Application ka use karke Aap apne mobile par aane vali incoming aur outgoing calls ko record kar sakte hai. Agar aapko abhi bhi mobile me call recording setting karne me problem hai to aap humne comment kar jarur bataye mai uska jawab jarur dunga. Agar aapko hamari post achchhi lagi hai to hume comment kar jarur bataye.

Show comments
Hide comments

1 comment:

Apna Comment Kare