BYJU'S App kya hai in hindi (हिंदी) BYJU'S App ki jankari

Hello Guys, Kya aap padhna to chahte hai par old patter me padhai karke boar ho chuke hai. Aur ab aap chahte hai ki kyo na education ko Learn By Fun ke tarike se sikha jaye. Yani ki padhai ko sirf padha nahi jaye balki use Interest ke saath samjha bhi jaye. To isme BYJU'S - The Learning App aapki help kar sakta hai. Agar aap BYJU'S ke bare me nahi jante hai ki BYJU'S App kya hai aur BYJU'S kyo itna famous hai. To is post ko pur jarur padhe. 
byjus app kya hai in hindi me
Is post me aapko BYJU'S ki puri jankari di jayegi. Jaise- BYJU'S kya hai, BYJU'S ke kitne user hai, BYJU'S me kitne courses avalible hai, BYJU'S konsi class tak education class provide karta hai, BYJU'S app kisne banaya, BYJU'S ki fee kitni hai etc.

BYJU'S App kya hai | BYJU'S The Learning App

BYJU'S worlds largest online Learning App hai. Jiske dvara hum Education ko interesting way me sikh sakte hai. BYJU'S me aapko har chij badi hi aasani se shortcut trick me Visual method ke dvara sikhai jati hai. Jisse student ko padhaya gaya koi bhi lesson ek hi bar me samjh aajata hai. Aur yahi karan hai ki Come, fall in Love with learning- BYJU'S ka slogan ban chuka hai. 

Jab yeh App itna famous hai to kyo na is App ko banane vale vyakti ke bare me jana jaye ki kon hai vo vyakti jisne BYJU'S- The learning App ko banaya hai. Saath hi kitne vyakti is education chain ko badhane me inki help kar rahe hai. App me kuch content free hai to aur advance level ke liye paid hai. To chaliye jante hai.

BYJU'S App kisne banaya?

BYJU'S App ko Ravindran Byju ne banaya hai. Is App ki starting 2012 me huyi thi. Byju ne classroom teachinge ke saath startup kiya tha par aaj yeh Education Technology Company ke tour par grow kar rahi hai. Abhi is App me education dene ya App ko develop karne me 600+ Member kaam kar rahe hai aur jo aur adhik user ko engage karne ke liye kaam kar rahe hai.

Yeh bhi pahde:-

Photo background change kare
Message nahi jaye to kya kare

Agar aap chahe to aaj hi BYJU'S online class ko join kar sakte hai. BYJU'S par account banane ya Class ko join karne ke liye Register button par click kare. Register OR Sign Up

BYJU'S App Download kaise kare?

BYJU'S education field me bahut teji se badh raha hai. Play store par BYJU'S ke 8,99,617 Download hai. Yeh world ka largest learning App hai. Jiske 16 Million Registered Students hai.  aur agar iski Rating ⭐ ki baat ki jaye. To aapko bas itna batana kaphi hai ki yeh App Editors ki Choice hai. Online Education classes provide karne me is App ka name sabse pahle aata hai.

 Download

Aaj 6 December 2018 tak BYJU'S ko 10 Education Awards mil chuke hai. Yeh App Class 4 se class 12 tak ke students ko Science and Math me behatar sikhsha (education) provide karta hai. Saath hi yeh App competitive exam like :- CAT, NEE & JEE, IAS, GRE, GMAT ki preparation karne vale students ko bhi classes provide karta hai.
lll

BYJU'S App features hindi me.

  • Learn - Byju ki Rockstar R & D Team ne students ko video lesson se engage karne ke liye isme visualize learning designed ka use kiya hai. Jisse students video ki aur hi dhyan rakhta hai aur uska pura dhyan vahi rahta hai.
  • Test - Students me subject ke liye perfection lane ke liye practice test diye hai.
  • Analyse - Analysis me aap students ke dvara diye test, practices ka progress report ka graph show hota hai.
  • Revise - Chapter me present module students ki understanding aur concepts ko better banane ke liye revise provide karta hai. Jisse students chapter ke pure concept ko ek bare me revise kar pata hai.
To dosto ab to aapko pata chal gaya hoga ki BYJU'S app kya hai aur ise kisne banaya hai. Agar aap bhi ghar bethe E-Learning se padhai karna chahte hai. To BYJU'S classes join kar lena chahiye.

Yeh bhi padhe:-

Show comments
Hide comments

3 comments:

  1. byjus app me free ragister kar sakte hai kya

    ReplyDelete
    Replies
    1. Ha aap free me Byjus App par Registration kar sakte hai. Lekin kisi bhi course ko select karne par aapko charge dena hoga. Sabhi courses ki price alag-alag hai.

      Delete
  2. Class 8 mein charges kya hai

    ReplyDelete

Apna Comment Kare