Keypad/Android se SMS (Message) kaise bheje?

Aaj hum aapko batane vale hai ki message kaise bhejte hai. Ab aap soch rahe hai ki isme konsi badi bat hai jo mai aapko aaj message sms ya message send karna sikha raha hu. To mai aapko bata dena chahta hu ki yeh koi badi baat to par mai yeh post un user ke liye lik raha hu. Jinhone abhi abhi new mobile kharida hai aur unhe mobile se sms kaise bhejte hai yah nahi pata hai.
mobile-sms-kaise-bheje-send-kare
Is post me aapko batane vala hu android mobile se sms kaise bhejte hai aur keypad mobile se sms kaise bhejte hai ke bare me puri jankari share karne vala hu. Lekin iske phale mai aapko batana chahta hu ki SMS kya hota hai? To chaliye jante hai.

SMS kya hota hai? SMS ka Full Form kya hai?

SMS ka full from Short Message Services hota hai. SMS ka upyog mobile se message send aur karne aur mobile me message receive karne ke liye kiya jata hai. SMS me jo word ya Text hum use send karte hai use Message kaha jata hai. Kisi bhi vyakti ko sms send karne ke liye aapke saamne vale vyakti ka mobile number aur mobile number par sufficient balance. Taki aap kisi bhi number par sms send kar sake. 

SMS kaise bheje ya send kare?

1.) Android Mobile se SMS kaise bheje?

Dosto android mobile se SMs send karna bahut hi aasan hai. Iske liye aapko jyada kuch karne ki jarurat nahi hoti hai. Message receive karne vale ke user ke mobile number ki hi jarurat hoti hai. To chaliye ab jante hai. Niche humne kuch steps batayi hai. Jinhe follow karke kisi bhi mobile number par sms/message bhej sakte hai.

STEPS ๐Ÿ‘‡

Step :-1  Sabse pahle mobile ke Messaging me jaye aur ise Open kare. Android mobile me new message send karne aur kisi message ko receive karne (Inbox) ke liye ek hi app use hota hai.

Step :-2  Abhi Aap Inbox me hai. Yaha received message show honge. Chunki hume new sms send karna hai esliye + sign (เคšिเคจ्เคน) par click karenge.
new-message-create-kare
Step :-3  Ab new message/sms send karne ke liye Ready hai. Simply,

To :- To me us vyakti ka Contact number select karna hai. Jise sms send karna chahte hai. Contact number select karne ke liye piche dikh rahe icon ko click kare, number select kare aur Done kare. Aap chahe to multiple contact mark karke ek se adhik contacts ko bhi message send kar sakte hai.
contact-select-kare
Text Message :- Yaha aapko vo text/word type karna hai jo aap samne vale vkakti ko message ke rup me bhejna chahte hai.

Step :-4  Contact Number select karne aur Message send karne ke baad last step me Send button ya up arrow ⬆ par click karna hai. 
send-button-click-kare
Jese hi send button par click karenge user ko message send ho jayega aur Inbox me show hoga. Agar message send nahi hota hai to Resend (↪) ka icon show hoga use click kare.  Yeh to hogaya android mobile se sms send karne ka tarika. Ab jante hai keypad mobile se sms send karne ka tarika.

2.) Keypad Mobile se SMS send kare.

Vese to Keypad mobile old trend ho chuka hai. Lekin abhi bahut sare logo ke pas keypad mobile hai jo iska use kar rahe to mai iski bhi process yaha bata raha hu.

STEPS๐Ÿ‘‡

Step :-1  Keypad mobile ka Menu open kare aur Message me jaye.
messaging-open-kare
Step :-2  Message me aapko Create new message, Inbox ka option show hoga. Tab Create new message ko ok kar open kare.
create-new-message

Yeh bhi padhe:-
Step :-3  Ab yaha aapko vahi process phir se follow karna hai. Jo humne android me kari thi phir bhi mai yah bata raha hu.

To :- To me jaye aur Contact list se us vyakti ka contact number select kare jise message send karna chahte hai. Agar aap ek se adhik contact par message send karna chahte hai to phir se contact list se contact number select kare.
message-type-karke-send-kare
Message :- Message apko apna word/text ya sandesh type karna hai jo aapna bhejna chahte hai. Phir OK button daba kar message send kar dijiye.

Aapko mobile se balance cut jayega aur user ko message received ho jayega. Message send huya hai ya nahi yeh janne ke liye Outbox me jakar aap check kar sakte hai.

I hope ki aapko ab samjh me aa gaya hoga ki kis tarike se hum kisi bhi mobile se sms send kar sake hai.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare