Jio Phone me Video Song Download kaise kare?

Kya aap Jio phone user hai agar Ha aur apne Phone me Downloading kaise karte hai sikhna chahte hai. To aaj hum is post me aapko Jio phone me video download karna batane vale hai. Jiske liye aapko hamari niche batayi process ko follow karna hoga.

Android mobile ki tarah aap isme kisi Video download app ko install to nahi kar sakte hai lekin iske basic function ko use karke android mobile ki tarah feel jarur kar sakte hai.
jio-phone-me-video-download-kaise-kare
Dosto android mobile me video download karna bahut hi aasan hota hai kyonki usme hum Play store se kisi bhi aap ko download and use kar sakte hai. Lekin Jio phone me hum esa nahi kar sakte hai. Esliye hum simple browser ka use karke hi aap logo ko audio, video, movie download karna batane vale hai.

Jio Phone me Video Download kaise kare?

Yaha par humne iski steps batayi hai ise follow kare.
STEP :-1  abse pahle to Jio phone ka Menu open kare aur Web Browser open kare.
video-download-karne-ke-liye-jio-phone-browser-open-kare
STEP :-2  Web browser open karne ke baad me upar dikhai de rahe URL bar me www.google.com par jaye. Jisse google search engine open ho jayega. Yaha par aapko Pagalworld likh kar search button ko click kar dena hai.
google-me-pagalworld-search-kare
STEP :-3  Ab search result me aapko pahle number par Pagalworld website dikhai degi ise open kar lijiye.
vidoe-download-karne-ki-website-open-kare
STEP :-4  Website hone ke baad niche ki side drag kare yaha tab aapko Category listing ka option dikhai dega. Isme aapko Audio, video, Ringtone likha dikhai dega. Aap jo bhi download karna chahte hai use click karke open kar lijiye.
Chunki abhi hum Video download karna chahte hai, Esliye Video ko select karenge.
jio-me-video-download-kare

So friends is tarike se aap apne Jio phone me video song download kar sakte hai aur chala sakte hai. Agar abhi bhi video ko download karne me problem aa rahi hai to comment kar jarur bataye.

Show comments
Hide comments

1 comment:

  1. bro aap gogle par jakar you tube open kar le phir video chalakar search par clik kar suru me . ke aage do bar s laga kar ok dabye

    ReplyDelete

Apna Comment Kare