BirthDay Wish kaise kareπŸŽ‰πŸŽ FestWishes se Wish karna sikhe

Hey guys kya aapke kisi Best friends, Girlfriend, Brother/sister ka birthday aa raha hai. Aur aap use shandar tarike se jamdin ki badhai dena chahte hai. To aaj mai aap logo ko ek esa tarika batane ja raha hu jisse aap bhi khush ho jayenge aur jise Birthday wish karenge vo bhi bahut hi khush ho jayega. Kyonki yeh tarika bahut hi alga hai.

Aaj ke time par yeh tarika Trend me hai. Har koi is tarah se Wish kar raha hai. Aur Birthday wish karne valo ki list me khas ban raha hai. Mai itni grantee to le sakta hu ki aap jise bhi Birtday wish karenge vo is tarah ki wishes receive kar bahut hi khush ho jayega. To chaliye jyada suspense na rakhte huye iske bare me jante hai.
BIRTHDAY-WISH-KAISE-KARE

Birth Day Wish kaise kare?

Friends aaj ke time par birthday wishese message, greeting, Photo, collage, video bana kar birthday wish kar raha hai. Lekin is tarike se aapne na to abhi tak kisi ko wish kiya hoga aur naa hi birthday boy/girl ko kisi ne ese wish kara hoga.
Aaj ke time par Technology bahut hi trend me chal rahi hai. To kyo na iska upyog karte huye Online Digital Tarike se Birthday wish kare. Ise internet par Fest Wishes ke name se jante hai. Yaha par mai aapko ek esi website batane vala hu jo iske best hai. Aur iski ek khas baat bhi hai. Jise maine niche bataya hai.. To chaliye jante hai ki Birtday wish kaise kare?

STEP :-1  Iske liye sabse pahle aapko hamari niche di gayi link par click karna hoga aur ek website ko open karna hoga.

STEP :-2  Website open hone par aap dekh sakte hai ki yaha par aapko 3 box dikhai denge. Usme aapko message ready karna hai ab ise kis tarike se bharna hai. Ise mai bata deta hu.
birthday-wish-karne-ki-details
 i)  Enter your name me apna Name dale.

 ii)  Wishing for yani ki aap jis chij ke liye wishes de rahe hai vo dale. Like πŸ‘‰ Birthday, Anniversary, Engagment etc. Abhi hum yaha par Birthday wish karna sikh rahe hai. Esliye Birthday dalenge.
 iii)  Enter custom message me aapko apna wishes message dalna hai. Aap jo chahe vo likh kar isme daal sakte hai. Agar aapko wishes message nahi yaad hai to link par click kare aur jisse Birthday wishes message page open ho jayega. Yaha se jo message achachha lage use copy kar lijiye aur Fest wishes vale page ke Enter custom message me Paste kar dijiye.

Yeh bhi padhe:-
Mobile hack kaise kare
Facebook hack kaise kare
Mobile ka password kaise tode
Play Store id kaise banaye

STEP :-3  Ab tak aapne box to bhar hi diye honge. Ab jesa ki maine aapko upar bataya tha ki is website ki ek khas baat bhi hai to vo yah hai ki. Birthday wishes bhejne ke saath hi hum isme Photo attach bhi kar sakte hai.
image-upload-and-create-kare
Wishese me Photo ko bhi shamil karne ke liye Upload Custom image par click kare. Jisse mobile ki gallery open ho jayegi. Ab gallery se jis kisi bhi vyakti ko aap birthday wish karna chahte hai uska photo select kare aur yaha par upload kar dijiye.

STEP :-4  Iske baad Simplly  Create  button par click kar dena.
lll
STEP :-5  Create button par click karne se ek new page open hoga jisme aap dekh payenge ki Birthday wishes and image ke saath me special birthday wish link ready hai.
birtday-wish-kaise-kare-teyar-hai
Ab aap jis kisi koi bhi yah share kar wish kanra chahte hai. Niche diye Whatsapp share button par click kare aur Whatsapp, Facebook par send kar dijiye. I hope birthday wish karne ka yah tarika aapko bahut hi achaha laga hoga. Agar aapko hamari yah post achchhi lagi hai is post ko niche diye Whatsapp button se share jarur kare.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare