Call Detail kaise nikale Ya Call Detail pata kare.

Hello friends, Kya Aap apne Children, BF/GF, Friends ki Online call detail nikalana chah rahe hai. Taki aap yah dekh paye ki usne kab-kab aur kin number par call kiya tha. To isme mai aapki help kar sakta hu. Aaj mai aap logo ko vah trick batane vala hu jiski madad se aap badi hi aasani se kisi bhi number ki Call detail nikal sakte hai.

Friends, Aapne movies & TV show me dekha hoga ki Police kis tarike se kisi bhi number ki tracing karti hai. Mujrim ka pata lagane ke liye uske number ki call tracing kar call detail nikalti hai. Mai aapko Tracing karna to nahi bata sakta hu. Lekin ha mai aap logo ko aasani se number ki detail nikalna sikha sakta hu.
call-detail-kaise-nikale-ya-pata-kare
Agar aap bhi apne kisi vyakti ki call detail nikalna chahte hai. To mai yaha par iski puri details share karne vala hu.

Call Detail kaise nikale | Full Detail Hindi me

Dosot jesa ki maine upar bataya tha ki mai aap logo ko call detail nikalana sikhane vala hu. To iske liye aapko hamari niche batayi steps ko follow karte jana hai. Jisse aap badi hi aasani se aapko calls ki puri list mil jayegi.

STEPS:-

STEP :-1  Sabse Aap jis kise ke bhi mobile ki call ki details nikalan chahte hai. Thodi si der ke liye uska mobile lijiye aur Play Store se Mubble App download kar lijiye. Aap chahe to niche di gayi link se App download kar lijiye.
Download

STEP :-2  App download karne ke baad ise Open kar lijiye. Language English select kare. Aur phir Give Permission kare. Iske baad dusri Permission ko bhi allow kar dijiye.
call-detail-ki-permission-dijiye
STEP :-3  Ab aapko apne 10 Digit mobile number dalna hai. Aur Verify button par click karna hai. Ab Enter kiye gaye mobile number par ek OTP aayega. Jisme verification code hoga use yaha par submit kare. Vese app automatically verify kar leta hai.
STEP :-4  Ab aap jis email address par Call Detail pana chahte hai vo select kare ya dusri Email address dale. Iske baad phir se Give permission kare.
email-select-kare
OTP verify hone aur email select karne ke baad Account is Created notification screen karega. Yani ki Mubble par account ban chuka hai.

Yeh bhi padhe:-


STEP :-5  Ab aapko Accessibility me Mubble App ki accessibility ko On karna hai.
mubble-app-accebility-on-kare
Agar aapne itna kar liya hai yani ki 99% kaam pura ho chuka hai. Ab aapko sirf 1% kaam karan baki yani ki sirf Email par Call details list send karna.

Mubble App se Call Details kaise nikale?

 1.  Ab aap dekh payenge ki Phone me jitne sim card connected hai. Upar ki side unke name show honge. Aap jis kisi bhi Sim ki call details nikala kar Email par send karna chahte hai. Us sim card ke name par click kare.
sim-select-kare
 2.  Ab aap dekh sakte hai ki My usage vale section Bill likha dikhai dega. Us par click kare.
 3.  Ab aapko Bill ki details select karna hogi ki aap pichhle kitne dino ki call detail nikalna chahte hai. Tab sabse pahle Days/Month select kare.
day-month-select-kare
 4.  Phir Get Bill by Email par click kare. Jisse ek Pop up window open hogi. Jisme Email Verify karne ke liye kaha jayega. Joki aapne Account banate time enter kiya tha. Agar aap isi Email par Call Detail pana chahte hai to Get Bill par click kare.

 5.  Ab Mubble app me Enter kiye gaye number call detail send ho jayei. Esliye Gmail me jaye aur Email check kare. Usme aapko ek PDF receive hogi. Jisme call detail mil jayegi. Is PDF ko download and open kare. Is PDF me yah bhi pata chal jayega ki kis number se kab aur kitni der tak baat huyi hai.
email-download-kare
So friends, Is tarike se aap kisi bhi number ki Call detail kaise nikal sakte hai. I hope ki yah post aapke liye useful rahi hogi. Agar post achchi lagi hai aur is tarah ki aur bhi new post notifcation pana chahte hai. To aaj hi hamari website ko free me Email Subscribe kare aur sabse pahle new post notification paye.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare