YouTube kaise Download kare? For Android/iPhone/Windows

Hey guys kya aap Online Video dekhne ke liye koi esa free App search kar rahe hai. Jisme video chalane ke liye aapse koi charge nahi liya jaye. To YouTube App sabse best hai. Yaha par aapko Video ka bahut bada content milta hai. Apni pasand ki kisi bhi video, Song, Movie, TV serial, News, Vines etc ko free me dekh sakte hai. Lekin iske liye aapko sabse pahle apne mobile me YouTube Download karna padega.
youtube-kaise-download-kare
Agar aapke Android Mobile me YouTube nahi hai. To niche maine kuch steps batayi jinhe follow karke. Aap badi hi aasani se mobile YouTube ko download karna sikh sakte hai. Yah ek esa App hai jaha par Video ko Offline save bhi kar sakte hai. Yani ki agar Internet connection nahi hai to bhi offline hone par Videos ko dekh sakte hai. Aur apne pasand ki Video ki alag-alag Playlist bana sakte hai. Niche maine ise download kanre ke bare me bataya hai. Lekin iske pahle mai YouTube ke bare me batana chahunga.

YouTube Kya hai?

YouTube, Online Videos dekhne ke liye App hai jaha par aap Free me Video ko dekh aur Share kar sakte hai. YouTube, Gmail, Google Pay, Google Drive ki tarah hi Google company ka ek App hai. Ise Year 2005 me banaya gaya tha aur phir iski popularity ko dekhte huye Google ne 2006 me US $1.65 Billion me kharid liya tha.
Iske baad se continuously ki iske users increase hote ja rahe hai. Kyonki har koi apne Talent ka Video YouTube par upload kar raha hai. Aur logo dvara video ko dekha aur pasand kiya ja raha hai. Esliye YouTube se paise bhi kamaye ja rahe hai. To yeh thi YouTube se judi kuch basic jankari ab jante hai ki YouTube kaise Download kare?

YouTube kaise Download kare? [Steps]

Guys yaha par maine YouTube download kaise karte hai. Es bare me bataya hai to maine koshish ki hai ki Every different OS user ko download yaha se mile. Esliye maine sabhi Device ke liye YouTube App Download link aur Process diya hai. To chaliye dosto Shuru karte hai.

Android me YouTube kaise Download kare?

Friends jesa ki maine aap logo ko abhi upar bataya ki yah Google ka hi ek product hai. To aap Android mobile me ise aasani se download kar sakte hai. Kyonki Android OS bhi Google ka hi. Aur iske liye mobile Play Store name se App bhi diya hota hai. Agar aapke mobile me Play Store nahi hai to Play Store App download karna sikhe.

Note:- Agar aapke Mobile Gmail Id login nahi hai to aap Play store nahi chala payenge. Esliye sabse pahle Google Id banaye ya Login kare.
STEP :-1  Sabse pahle apne Mobile me Play Store open kare. Aur upar dikh rahe Search bar me YouTube type kar search kar dijiye.
youtube-kaise-download-kare

STEP :-2  Search karne par bahut Sare result khul jayene. Tab sabse pahle number par aapko YouTube ka App dikhai de raha hoga, Is par click kare.

STEP :-3  YouTube app par click karne par ab aap dekh sakte hai ki Yaha par aapko  Install  ka option dikhai dega. Install par click kare aur apne mobile me YouTube download ki process start kare.
youtube-kaise-download-kare
Kuch hi Der me aapke mobile me YouTube App download ho jayega. Download hone par aapko yahi par Open ka option dikhai dega. Aap chahe to ise yaha se bhi Open kar sakte hai ya phir Menu se bhi YouTube open kar sakte hai. Aur video watch & share kar sakte hai.

Yeh bhi padhe👇
GB WhatsApp update kaise kare?
WhatsApp kaise Download kare?
FB color change kare?
Amazing Style me BirthDay wish kaise kare?

Agar aap itna sab follow nahi karna chahte hai. To niche hume direct download link diya hai.

YouTube ko Direct Download kaise kare? [Link]

Guys jesa ki maine abhi upar aap logo ko bataya ki. Agar aap andriod mobile user hai to YouTube kaise download kar sakte hai. Lekin iske liye aapko steps ko follow karna padta hai. Lekin agar aap esa chahte hai ki muhe kisi bhi tarah ki steps ko follow nahi karna pade. Aur direct YouTube downlaod karna hai to yaha par maine sabhi Os ke liye download link diya hai.

Android User:-
Jab ek android user play store se kisi app ko download karta hai. To uske pahle hume play store ko login karna padta hai. Lekin agar aap esa nahi karna chahte hai. To niche di gayi link par click karke Direct YouTube App download kar sakte hai.


Iske liye aapko kisi tarah ki Id nahi banan padegi. Simply ise APK ko download karna hai aur mobile me Install kar lena hai.

iPhone User:-
Friends iPhone user ke liye bhi ek alag hi Store hota hai. Jo ki iPhone me inbuilt hota hai. Lekin android ki tarah ise bhi use karne ke liye hume Apple Store par Id banana padti hai. Aur agar aap esa nahi karna chahte hai. To niche maine iPhone user ke liye YouTube download karne ke link diya hai.


Windows User:-
Agar aap Windows OS ke mobile phone use karte hai. To isme bhi aapko Microsoft ki Id banana padti hai. Uske baad hi aap Store se kisi bhi app ko download kar pate hai. Lekin niche maine Windows Os users ke liy YouTube Download karne ka link diya hai.


I hope guys aap logo ko apne mobile ke according download link mil gaya hoga. Agar aap logo ko apne OS ke liye YouTube download karne ka link nahi mila hai. To hume comment kar jarur bataye. Aur aapko hamara yah post YouTube kaise download kare kaise laga comment kar jarur bataye.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare