English to Oria Typing Online Kaise Kare? Online Typing Tools

Hey friends, Kya aap Oriya typing Online ke liye website search kar rahe hai. Taki aap bhi English to Oria typing kar sake. To maine yaha par Online Oriya Typing website list batayi hai. Jaha se aap Oriya Language me typing kar sakte hai.

english-to-oria-online-typing-kaise-kare
Oriya kya hai?

Oria, India me bole jane vali ek Indo-aaryan bhasha (भाषा) hai. Yah Odisha ki official language hai. Ise Pashchim Bangal, Jharkhand, Chattisgarh aur Aandhrapradesh ke 82% logo dvara bola jata hai. English me ise Oriya/Odiya (ओडिया) padha jata hai.

English to Oria Typing Online kaise kare? Top 3 Website

Guys, Vese to Internet par bahut sari website hai. Lekin mai yaha par Top 3 website ki link de raha hu. Jisse Oriya typing Online kar sakte hai.
1. Lipikar :- Go To

Yaha par Oria Typing Online start karne ke pahle Oria rules bhi pata chal jate hai. Ki kis wordko press karne se kaise word banega. Aur Number me word kaise show hoga. Aur agar kisi word ko Capital press karte hai to kya word banega etc. Saath hi Text formatting ke liye Formatting Toolbar bhi hai.

2. Easy Oria Typing :- Go To

 Easy Oria Typing website ki khas baat yah hai ki agar aap typed content ko direct email karna chahte hai. To yaha Email button se email kar sakte hai. Aur isi bich agar aap dusri language me type karna chahte hai. To Language bar se English to Oria, Hindi, Gujrati translate bhi kar sakte hai.

Yeh bhi padhe:-

Mobile hack kaise kare?
Jio Phone me hotspot chalaye?
Jio Phone ki Tricks in hindi

1. India Typing :- Go To

English to Odia typing karne ke liye sabse website hai. Kyonki Text editor me hume bahut saare features mil jate hai. Like:-
Open in editor:- karke Ise Text editor me open kar sakte hai. Aur Ms Word ki tarah use kar sakte hai.
Save Text to file:- Type kiye content ko Text file format me Save bhi kar sakte hai.

Save as Doc file:- Aap chahe to typed content ko Document file format me Save & Download kar sakte hai.
Copy:- Words copy, Print:- Typed content ki print nikalne ke liye. Reset:- Agar aapko type kiya text pura clear karna hai tab.

English to Oria, Oria to English Switch karne ke liye CTRL+G press kare. 
I hope guys aapko meri batayi English to Oriya Typing Online ki Top 3 website pasand aayi hogi.

Thank You 🙂

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare