Facebook id Refresh kaise kare? Ek Click me ID Refresh kare.

Hello friends, Kya aapki Facebook friends list full ho chuki hai. Ya phir fb id me ese log add hai jo naa to aapke photos ko like karte hai aur naa hi photo par comment karte hai. Aur ab aap isi Facebook account ko rakhte huye sabhi friends ko unfriend yani ki Facebook id refresh karna chahte hai. Taki aapke sabhi friend remove ho jaye aur fb id pahle ki tarah new & fresh jo jaye. Jisme koi bhi friend nahi ho.

Facebook ID Refresh kya hota hai?

Jab hamari fb id me bahut saare friends Add ho jate hai. Aur aap chahe ki meri id biklul pahle jesi ban jaye. Jesi ki Signup karte vakt thi. To Facebook id refresh karne se sabhi friends unfriend ho jayenge. Aur pahle jesi ban jayegi.
Facebook-id-Refresh-kaise-kare

Facebook ID/Account Refresh karna kaise sikhe?

Dosto Facebook id refresh karne ke vese to 2 tarike hote hai. Jise hum pc aur mobile dono me kar sakte hai. Lekin 2 dusra tarika jo ki without computer hota hai. Vo work nahi kar raha hai. Esliye mai yaha par aapko PC method se Facebook id reset karna sikhane vala hu. Jiske liye aapko hamari niche batayi steps ko follow karna hoga.
STEP :-1  Sabse pahle Computer/laptop me Chrome browser open kare. Aur isme Facebook Toolkit extension ko install kar lijiye. Direct install karne ke liye niche diye gaye button par click kar sakte hai.

Extension install hone ke baad Top right side me iska icon add ho jayega.

STEP :-2  Ab jis kis bhi Facebook id ko refresh karna chahte hai us fb account ko login kar lijiye.

STEP :-3  Login karne ke baad Facebook Tool Kit button par click kar dijiye. Jisse tool kit features ki list opne ho jayegi. Ab yaha par aapko Unfriends type karna hai.
single-click-me-fb-friends-unfriend-kare
Yaha par aapko Facebook friend Unfriend ke 2 type milenge. First:- Unfriend all friends with a deactivated profile. Second:- Unfriend all friends. Agar aap sirf deactivate profile vale friends ko unfriend karna chahte hai. To first option ka use kare otherwise sabhi friends ko unfriends karke full facebook id refresh karna chahte hai. To second option ko select kare.
Tool Kit use start karne ke pahle Facebook account ID login jarur kar lijiye.
STEP :-4  Chunki hum sabhi facebook friends ko remove karna chahte hai. To Unfriend all friend ke Start tool par click kar denge.
fb-friend-unfriends-kare
STEP :-5  Start tool par click karne ke baad me aapke samne fb friends ki list open ho jayegi. Ab aap chahe to one by one select kar sakte hai ya phir sabhi friends ko select karne ke liye Select all button par click kar dijiye.
facebook-id-friends-select-kare
STEP :-6  Select all karne ke baad Submit button par click kar dijiye. Jisse facebook id refresh Or Facebook unfriend process stat ho jayegi.
fb-id-refresh-processing
Niche Event log me aap dekh sakte hai ki process start ho chuki hai. Aur jin-jin friends ko unfriend kiya ja raha hai. Unka name bhi show ho raha hai.

Last Word:-

I hope guys ab aapko samjh me aa gaya hoga ki apni old Facebook id se sabhi friends ko ek bar me unfriends kaise karte hai. Ya phir esa kahe ki apni Facebook id refresh kaise karte hai. Agar aap sirf Deactivate friends ko unfriend karna chahte hai. To Step 4 me hi iska decision le lijiye. Agar aapko steps follow karne me koi problme hai to hume comment kar jarur bataye.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare