Jio Phone se USB Tethering kaise kare?

Hello friends, Kya aap bhi Jio phone USB Tethering use karna chah rahe hai. Taki aapke Jio phone ka internet data laptop/computer me USB ke dvara share kar sake. Aur Jio phohe se computer/laptop me internet chala sake. To yaha par hum aapko Jio phone ke is feature ke bare me jankari dene vale hai. Agar aap is feature ke bare me detail se janna chahte hai. To is post ko pura jarur padhe.

jio-phone-usb-tethering-kare

Jio Phone USB Tethering on karke Laptop me internet kaise chalaye?

Guys, Aaye din Jio phone ke features list update hoti ja rahi hai. Aur apne Jio phone user ko kam budget me best phone available karna chah rahe hai. Agar kuch dino pahle ki baat kare to Data share karne ke liye Jio phone me hotspot chalane aur Jio phone me Call divert karna jesi settings ke options diye.
Jinki madad se jio phone aur bhi adhik attractive lagne lag jata hai. Aur abhi latest updates me esa mana ja raha hai ki Jio company apne users ke liye Jio phone me USB Tethering ka option bhi dene vali hai. Filhal yah feature current launched phones me nahi hai. Lekin bahut hi jald phone ke latest feature me ise bhi add kar diya jayega.

Jio phone ki post padhe:-
Jio Phone me Ringtone set kaise kare?
TOP 10 Tricks in hindi
Phone me Wifi connect kaise kare?

Agar yah feature phone me add kiya jata hai. To aap abhi jis tarike se phone ka data share karke dusre mobile me chala pa rahe hai. Thik usi tarike se Jio phone Tethering aane ke baad aap jio phone aur laptop/computer ko USB se connect karke isme bhi internet chala payenge. Abhi bhi hum laptop/computer me Internet to chala sakte hai. Lekin uske liye Wifi hona jaruri hai. Agar Wifi nahi hai to computer me wifi connect nahi kar sakte hai.

Aur is feature (Jio phone USB tethering) ke baad bahut hi aasani se USB cable ke dvara Jio phone ka data share kar payenge.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare