My Name ka Wallpaper Download kaise kare aur banaye?

Hey guys Last post me humne aapko Name ki ringtone banana sikhaya tha. Lekin abki bar is post me hum aapko Name ka Wallpaper banana sikhane vale hai. Agar aap bhi wallpaper bana kar Mobile ki home screen par set karna chahte hai. To hamari bataye tariko jarur padhe. Jinhe padh kar aap A, b name ka wallpaer ...... S name ka wallpaper se lekar Z name tak ke name wallpaper download kar sakte hai.
3d-name-wallpaper-download-karna-aur-banana

Friends yaha par aapko A to Z name ke wallpaper banana sikhane vale hai. Jisme aapko Hd name wallpaper, 3D name wallpaper banana sikh sakenge.

Name Wallpaper kaise Download kare?

Friends internet par aapko bahut sari Website and Android applications mil jayenge. Jo aapke name ka wallpaper bana kar de denge. So hum yaha par unme se kuch Top website aur Apps ke bare me batane vale hai. Jisse aap bhi apne A to Z name ka Wallpaper bana kar name wallpaper Download kar sakte hai.

App se name Wallpaper Download kaise kare?

Friends Sabse pahle mobile me niche di gayi link se. Is App ko download & install kar lijiye.


STEP :-1  Firstly Start Button par click kare.
start-kare
STEP :-2  Ab aap kis tarah ki Designing name banana chahte hai. Like:- heart, Tattoo, Fire, Flower etc inme se kisi ek Section par click kare.
select-kare
STEP :-3  Ab us Section ki sabhi design open ho jayegi. Aap jis bhi name ka wallpaper bananna chahte hai. Us par click kar dijiye. Maan lete hai ki mujhe B name ka wallpaper download karna hai to mai B par click karunga.
STEP :-4  Name Image full size me open ho jayega. Ab + Sign par click kare.
photo-download-kare
Jisme me aapko 3 option dikhai denge. Aap chahe to sirf ise download kar sakte hai. Ya phir chahe to yahi se directly Set as wallpaer kar sakte hai.

Dosto is app ki help se Aap name ka wallpaper bana sakte hai. Aur agar aap chahe to kisi aur App ka bhi use kar sakte hai.

3D Name Wallpaper kaise Download kare?

Friends 3 D name wallpaper download karne ke liye website ka use karne vale hai. Esliye niche di link ko New Tab me open kare.

| Go To |
STEP :-1  Website open hone ke baad aapko Simply Enter Your First name and Make it 3D me apna name dale. Aur phir Make 3D button par click kar dijiye.
name-dale
STEP :-2  Ab aap dekh sakte hai ki 3D name ke bahut sare wallpaper show ho rahe honge. Aap jis wallpaper ko download karna chahte hai. Us par click kar dijiye.
name-ka-wallpaper-select-kare
STEP :-3 Aap dekh sakte hai ki Wallpaper Set hone ke baad mobile me name wallpaper kesa dikhai dega. Chunki ab hume A name wallpaper ko download karna hai. So, Get Image par click kare.
get-image-par-click-kare
STEP :-4  New tab open hogi jisme aapko Download Free Version par click kar dena hai. Iske kuch hi seconds me aapke mobile me name wallpaper download ho jayega.
free-version-download-kare
Dosto yah free version hai esliye wallpaper ke saath me Website ka Logo bhi show hoga. Agar aap Without watermark wallpaper download karna chahte hai. To iska paid version use kar sakte hai. Jisme aapko No watermark, All 10 Styles, Best Value milegi.

I hope Guys ab aapko samjh me aa gaya hoga ki kis tarike se hum name ka wallpaper bana sakte hai. Aur name wallpaper download kar sakte hai. Agar aapko post pasand aaya hai to hume comment kar jarur bataye.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare