Free & Best Logo kaise banaye:- Best Tarika

Hello friends, Kya aap apne business ko ek professional branding dena chahte hai. Taki aapke product ko koi bhi pahchan sake to aaj hi aapko logo banana sikhna chahiye. Apni company ke liye logo bana kar aap bhi apne business ko ek new look & intro de sakte hai.

Logo kya hota hai?

Logo ek tarah ka image hota hai. Jo ki aapke business or company icon ko identity deta hai. Logo banane se aapke brand ki value badti hai.
best-logo-kaise-banaye
Dosto agar aap bhi logo kaise banaye search kar rahe hai. To yaha par mai aapko iski puri jankari dene vala hu. Jisse aap badi hi aasani se kuch steps ko follow karke ise banana sikh sakte hai.

 4 Easy steps me Logo banana sikhe

Dosto agar aap business ke liye logo banana chahte hai. To iske liye aapko internet par bahut sari websites mil jayegi. Lekin mai aapko kuch esi website ke bare me batane vala hu. Jaha se aap free me apne business ka logo design kar us logo ko download kar sakte hai.

1. OnlineLogoMaker
2. Logaster
3. Logogenie

Dosto mai online free me logo design karne ke liye OnlineLogoMaker website ko best manta hu. Esliye mai yaha par iski steps batane vala hu. Aap chahe to apne business ka card bhi desing and download kar sakte hai.

Logo kaise banaye steps hindi me

STEP :-1  Sabse pahle upar di gayi link se website par chal jaye.

STEP :-2  Website par jane ke baad Start logo maker button par click kare.
logo-banana-start-kare
STEP :-3  Ab logo banane ke liye Tools ka Dashboard open ho jayega. Ab sabse pahle Your logo Text me apni company/business ka name dale.
logo-me-company-ka-name-dale
STEP :-4  Ab logo par click kare uske baad Add symbol par click kar dijiye. Yaha se aap apni choice ka koi bhi logo select kar sakte hai.
logo-ke-liye-symbol-add-kare
Iske alava aap chahe to Add text par click karke. Logo me apne hisab se text ko bhi add kar sakte hai. Aur aap chahe to upload image par click karke. Apni choice ka background bhi set kar sakte hai.+
logo-download-kare
Logo design and wallpaper select karne ke baad Save & Download button par click kar dijiye. To dosto is tarike se aap apne business ke liye logo banana sikh sakte hai.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare