Jio Phone me PayTm Account/ID kaise banaye?

Hi friends kya ek Jio Phone user hai aur kya aap apne Jio phone me PayTm use karna chahte hain. Lekin aapko is baare mein koi jankari nahi hai ha ki. Apne Jio phone me Paytm kaise download karte hain aur Jio phone me Paytm account kaise banate hai ya chalate hai. To aapko is bare mein is bare me Chinta karne ki jarurat nahin hai.
jio-phone-me-paytm-account-kaise-banaye
Aaj Hum aap logo ko is topic ke bare mein Puri detail Dene hai. Jise padhne ke baad aap logo ko samajh me aa jayega ise Kaise use karte hai. Ise janne ke liye simply aapko hamari niche batayi steps ko follow karna hai. Uske baad aap bhi aap bhi ise use kar payenge.

Jio Phone me Paytm Account Kaise banaye?

Dosto aap PayTm ke bare me to jarur jante honge ki Paytm ek bahut hi popular app ya website hai. Jaha se aap apne Paytm wallet me Money add Kisi bhi user ko payment transfer kar sakte hain. Ya phir mobile recharge, DTH, Rail ticket booking etc kar sakte hain. Jio phone me Paytm account banane ki steps ke liye phone me Internet Data hona jaruri hai.

STEP :-1  Sabse Pehle Apne jio mobile Jio Phone me Menu button ko press kare. Aur Web browser ko open Kar Lijiye.
jio-phone-browser-open-kare
STEP :-2  Web browser ko Open karne ke bad me ke bad www.google.com par chale jaiye.

STEP :-3  Ab Google ke search box mein mein Paytm.com likh kar search Kare. Search karne par Pahle number par Paytm ki website Dikhai degi. Ise Ok kar open Kar Lijiye.

STEP :-4  Ab aap dekh sakte hain ki paytm.com website open ho chuki hai. Ab hume yaha par Jio phone me paytm account banana hai. Esliye hume sabse pahle Sign Up button par click Kare. Ab aap dekh sakte hain ki Yaha Par Ek Sign Up form open ho chuka hai.

------Form Details------

Form me aapko Apni basic details dalna hai. Jaise Name, Surname, Mobile number, Email address, Password etc. Yah Sabhi details ko fill karne ke bad Mein Submit button par click kar dena hai.

Yeh bhi padhe :-
Ab aap ke ke dwara enter kiye Gaye mobile number Ya email address par confirmation code aayega. Jise aapko aapko is page Par submit karna hai. OTP/Code verify karne ke baad baad ab aap dekh sakte hain ki Jio phone me Paytm account ban chuka hai. Ab aap is account ka upyog Kisi bhi payment ke transaction karne ya Online railway, Airway, DTH recharge, Mobile recharge, LIC Premium etc karne ke liye kar sakte hain. Lekin iske pahle aapko Apne Paytm account wallet me money add karna Hogi. Uske baad hi aap hi aap apne a Jio phone me Paytm account ko use kar Payenge.

I hope guys ab aapko samjh me aa gaya hoga ki Jio phone me paytm account banana kitna aasan hai. Aur phone me paytm kaise use karte hai. Agar aapko hamari yah post pasand aayi hai to hamari is post ko share jarur kare. Aur isi tarah ke aur bhi new post pane ke liye aaj hi hamari website ko Email subscribe kare.

Show comments
Hide comments

2 comments:

Apna Comment Kare