PayTm ka ATM App Download & use kaise kare?

Hello guys kya Aap PayTm KYC karte hai aur PayTM agent hai to aaj ki yeh post aapke liye useful hone vali hai. Kyonki aaj is post me mai aapko PayTm ka ATM app download karne aur is app ke bare me jankari dene vala hu.
paytm-ka-atm-app-download-kaise-kare
Filhal yah Application sabhi PayTM BC users ke liye available nahi hai. Lekin agar aap ise download and use karna chahte hai. To humne yaha par iske bare me bataya hai.

PayTm ka ATM App kya hai?

PayTM account holder jo apne account ki KYC karvana chahte hai. Unhe Nearby PayTm agent se KYC karvana padti hai. Iske liye Agent jis application ka use karte hai ise PayTm ka ATM App kahte hai.

PayTM ka ATM App kaise Download kare?

Dosto jab hum kisi bhi PayTm user ki KYC karte the to hume usme bahut sari steps me users and agent dono ko bahut sari verification karna padte the. Lekin ab PayTM ka ATM App me sirf important authentications and verification ko rakha hai. Jiske karan KYC karna aur bhi aasan ban chuka hai.

Agar aap bhi ise download karna chahte hai. To, niche diye gaye link se apne mobile me download and use kar sakte hai.

PayTM ka ATM new features:-

  • Ab agent ko bar-bar authenticate (fingerprint) karne ki jarurat nahi hai.
  • Aadhar card me registered mobile number par aane vali OTP ko bar-bar verify karne ki jarurat nahi hai. OTP nahi aaye to kya kare?
Jesa ki maine upar bataya ki yah PayTm ka ATM download link sabhi ke paas available nahi hai. Aapko ise upar di gayi link se download karna padega.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare