Facebook Likes badhane ka best App konsa hai?

Hey guys kya aapke facebook profile par likes, comment nahi aate hai. Aur naa hi koi aapki post ko share karta hai. To aaj ki yah post aap logo ke liye hi hai. Kyonki is post ko padhne aur hamari batayi steps ko follow karne ke baad me aap bhi apne facebook par likes kaise badhaye jan sakenge.

Dosto aaj ki is post me hum aap logo ko Facebook like badhane ke liye Facebook like badhane ka App ke bare me batane vale hai. Internet par aapko bahut sare Apps mil jayenge. Lekin vo sabhi working Apps nahi hote hai. Lekin is post me hum aapko fb like badhane se related 100% Real jankari share karne vale hai.
facebook-like-badhane-ka-app
Dosto aksar aap logo ne notice kiya hoga ki dusre fb profile ke mukable me aapko fb par like nahi milta hai. Jabki dusre user jab post share karte hai to unki Post par dhare sare comment aur bahut sare likes hote hai. To sabse pahle hum iske pichhe ka raj jan lete hai.

Friends, Agar aapke kisi bhi friend ki profile par bahut sare likes aa rahe hai to uska first point yah ho sakta hai ki uski friends list bahut badi ho. Aur dusra yah ki ho sakta hai ki vo bhi kisi Facebook like badhane ka app use kar raha ho.

Facebook Like badhane wala app kya hai?

Aapko yah to pata hi hoga ki Internet par bahut sari social media profile hai. Aur agar un par followers ya likes na ho to achchha nahi lagta hai. Ese kuch log aapke kuch app ya website ko design karte hai. Jo ki aapki profile ke view ko badha deti hai aur adhik logo se add kar deti hai. Jisse aapko post par aur bhi comments, Like, Share milne lag jate hai.

Bas yahi kaam in Apps ka hota hai ki kisi bhi tarah se aap logo ko facebook likes badhaye aur aapko popular banaye. Aap inka use karke likes, comments to badha sakte hai lekin iske kuch nuksan bhi hote hai. Ise use karne ke pahle aapko iske Nuksan bhi padh lena chahiye.

Like badhane vale App ya Website ke Nuksan

  • Sabse pahli baat to yah ki agar aap iska use karte hai to aapko apni profile ko Public karna padta hai. Jisse aapke friends list, Post sabhi ko dikhai dene lag jate hai.
  • Jab aap facebook auto liker app ya koi bhi chij use karte hai. To aapko profile ko chalane ke liye ID, Passwords bhi us auto liker website ya App banane vale ko mil jate hai.
  • Agar aapki Facebook id me kisi tarah ki wrong activity payi jati hai. To aapki profile/account ko facebook dvara block bhi kiya ja sakta hai. 
  • Jab aap like increase badhane vala App use karenge to isme mostly comments dusri country ke people se aayegi. Jise fb ke according wrong mana jayega. Outer country valo ki comment aana kuch galat nahi hai. Lekin jab achanak se jyada comment hone lagegi. To yah profile ke liye harmful ho sakta hai.
  • Auto like use karne se aapka facebook account/profile hack hone ka khatra badh jata hai.

Facebook Like badhana kaise Use kare?

Friends, Kisi bhi like badhane vale app ya website ko use karne ke pahle aapko apni Fb profiles me kuch changes karna honge.
  • Facebook Setting> Privacy Setting> Public All Activity
Is setting ko change karne se aapki profile ki sabhi activities public ho jayegi. Jiske baad sabhi profile ki activity ko dekh sakenge.
  • Setting> Public Post> Public All Setting
 Aur is setting ko change kar dene ke baad aapki sabhi post Public set ho jayegi. Jo upload kar chuke hai vo bhi aur jo upload ki jayegi vo sab bhi.

App use karne ki Steps

STEP :-1  Sabse pahle Apne mobile me Dj Liker App ko Download and Install kar lijiye.

STEP :-2  Ab App ko open kar lijiye aur Start Dj liker par click kar dijiye.

STEP :-3  Yaha par aapko apni Facebook Id aur uska password dalna hai.
facebook-like-kaise-badhaye
 Aur Generate Key par click kar dijiye.

STEP :-4  Ab is page par aapko 2 box dikhai denge jisme se pahle box me kuch codes dikhai denge. Aur dusra box blank hai. Tab aapko pahle box ke codes ko Copy karke dusre box me Paste kar dena hai, Aur Submit kar dena hai.
Agar aapko error code 405 show ho raha hai tab process ko starting se chalu kare.
Jab aap ise successfully kar lenge to aapka Account/Id Dj liker par ban jayega. 

STEP :-5  Apni Facebook profile ki post par like badhane, Comment, Share badhane ke liye Auto Reactions par click kar dijiye.

STEP :-6  Yaha par aapko Ad (विज्ञापन) show hoga. 5 seconds wait kare uske baad Click here to continue par click kar dijiye.

STEP :-7  Es Step me aapko apni profile ki photo album se us photo ko select karna hai. Jis par aap facebook like badhane vale app se like badhana, comments badhana chahte hai.

Photo select karne ke baad Send reactions par click kar dijiye. Ab kuch hi der me selected photo par like badhane ki process start kar dega. Kuch der baad profile ko open kare aur profiles par likes check kar sakte hai.

Aap dekh payenge ki facebook like badhane vala App ne apna kaam karke aapki profile ke Like, Comments etc ko badha diya hai. Friends, Yah Application ek bar me kaam kare yah jaruri nahi hai. Esliye thoda time wait jarur kare. Agar aapko hamari yah post pasand aaya hai to hume comment kar jarur bataye.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare