Instagram Story with Music/Song kaise Download kare?

Hi Dosto kya aap logo ne Instagram par Story me Photo upload kiya hai aur usme Music add kiya hai. Taki vo Intresting & attractive lage. Aur ab aap apni isi Instagram story with music download karna chahte hai taki Facebook, Whatsapp etc par share kar sake.

Lekin jab aap is Instagram story ko download karte hai to iske saath aapko sound nahi milta hoga yani ki Video to download hoti hai lekin sound nahi. To aaj ki is post me mai Instagram story with song download karna sikhane vala hu. 

Instagram-Story-with-Music-Song-kaise-Download-kare

 

How to Download Instagram Story with Music in Hindi?

 

Jab aap Story ko Save button se apni Gallery me Download kar lete honge. Lekin jab aap ise check karte honge to isme sound sunayi nahi deta hoga. Lekin agar aap Instagram story with music download karna chahte hai. To iske liye aapko sabse pahle niche di gayi link se Application ko download & install karna hoga.

Download


Step1:- App install karne ke baad ise Open kar lijiye aur apni Instagram ID se login kar lijiye.

instagram-story-with-song-kaise-download-kare


Login karne ke baad aapko Storae permission ko Allow karna hoga.


Step2 :- Ab yaha par aapko 3 categeory dikhai degi- Following, Story, Feed. So, aapko Story me chale jana hai.

insta-story-kaise-download-kare



Step3:- Yaha par Aapki aur jinhe aap follow kar rahe hai unki story dikahi degi. Jis kisi ki bhi Instagram Story with music download karna chahte hai us par click kar dijiyega.

instagram-story-saver-with-music-app-download


Step4:- Selected user ki Story open hone ke baad aapko Top right side me Download icon dikhai dega is par click kar dena hai. Jisse Instagram Status song ke saath download ho jayegi.

Conclusion

So Dosto is tarike se aap badi hi aasani se Story saver with Instagram Application ki help se kisi bhi user ki Instagram Status ko with song download kar sakte hai. 

Video is Here 👇👇👇


I hope aapko article me batayi chije samjh aa gayi hogi. Agar samjhne me koi problem aati hai to upar di gayi video ko dekh kar aur better way me samjh sakte hai. Video pasand aane par hamare channel ko Subscribe jarur kare.


No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare