Typing sikhe | टाइपिंग सीखे

Hi Friends, Typing yani ki kisi bhi Text ya Document ko type karna typing karna kahlata hai. Agar hum computer ya mobile me keyboard se kisi bhi word ko type karte hai. To ise word typing kahte hai. Agar aap nahi jante hai ki Mobile aur Computer me Typing kaise karte hai aur Typing sikhna chahte hai. To humne yeh post  khaskar Typing sikhne valo ke liye likhi hai.

Is post me humne computer me typing sikhne, Mobile me hindi typing sikhne ke liye likhi hai. Yaha aapko Hindi aur English dono bhasha me Typing karna sikha denge. Bas aapko niche batayi link ko open karna hai jisse vo post open ho jayegi. Usme aapko computer/mobile me typing sikhne ki puri jankari mill jayegi.

Computer me Typing (टाइपिंग सीखे)

Agar aap computer me Typing karna sikhna chahte hai to niche di gayi post title ko click kar open kar lijiye aur article ko padh lijiye. Yaha par aapko computer me typing kaise sikhe, typing kaise kare, hindi (हिंदी) typing kaise kare, Typing speed kaise badhaye ki puri jankari milegi.

Yeh Post padhe:-

Computer me Typing speed kaise badhaye
Computer me Hindi typing sikhe - Input method
Computer Hindi font kaise install kare
Excel me Hindi tying karne ki jankari
Word me Hindi typing karna sikhe

Mobile me (टाइपिंग सीखे)

Agar aapke pas computer nahi hai aur mobile me english/hindi typing karna sikhna chahte hai. To niche di gayi post link ko open kare. Aur pure article ko padhe.

Yeh Post padhe:-


To dosto is tarike se aap computer/computer me typing sikh sakte hai. Aur apne document type kar sakte hai aur apni file create kar sakte hai.

No comments:

Post a Comment

Apna Comment Kare